Friday, January 23, 2009

Allaha ke bande...



Tuta tuta ek parinda aise phuta ke phir judna paaya
Luta luta kisne usko aise luta ke phir udna paaya
Girta hua woh aasma se aake gira zaameen par
Khwabon mein aur baaton mein phir bhi woh kehta raha magar
Ke allah ke bandhe hasde, allah ke bandhe
allah ke bandhe hasde jo bhi ho kal phir aayega
Allah ke bandhe hasde, allah ke bandhe
allah ke bandhe hasde jo bhi ho kal phir aayega.

Ho ke aapne par hi to usne tha udna sikhaaaa
Ho ke aapne par hi to ooo
Ho ke aapne par hi to usne tha udna sikhaaaa
Gum ko aapne saath mein lele dard bhi tere kaam aayegaa,
Allah ke bandhe hasde Allah ke bandhe,
Allah ke bandhe hasde jo bhi ho kal phir aayega.
tink tink tink
tukde tukde ho gaye athahar sapna jab woh tutaaa
bikhre tukdon ke mein allah ki marzi ka manjar aayega.
allah ke bandhe hasde jo bhi ho kal phir aayega
Allah ke bandhe hasde, allah ke bandhe
allah ke bandhe hasde jo bhi ho kal phir aayega.

Tuta tuta ek parinda aise phuta ke phir judna paaya
Luta luta kisne usko aise luta ke phir udna paaya
Girta hua woh aasma se aake gira zaameen par
Khwabon mein aur baaton mein phir bhi woh kehta raha magar
Ke allah ke bandhe hasde, allah ke bandhe
allah ke bandhe hasde jo bhi ho kal phir aayega
Allah ke bandhe hasde, allah ke bandhe
allah ke bandhe hasde jo bhi ho kal phir aayega.

Seja o primeiro a comentar

niKHiL AgaRwAl - XpErIeNCe tHe TImE Pa$$... ©Template Blogger Green by Dicas Blogger.

TOPO